kyon?
Meri zindagi is kadar udaas kyon hai?
Gamon ka saya mere saath kyon hai?
Mujhe muskurane ke kaaran kyon nahin milte?
Meri aakhon me khusi ke diye kyon nahin jalte?
Meri hridaya me yeh nirvaat kyon hai?
Yuun akele hone ka ahsaas kyon hai?
Main chaah kar bhi muskura kyon nahin pata?
Apne liye khusi ke do pal juta kyon nahin pata?
Mujh par gamon ki meharbani kuch jyada hi kyon hai?
ya phir khusion ko gum samahne ki nadani yeh kyon hai?
Bina kisi apraadh ke bhi kuch galat karne ka aabhaas kyon hai?
Kisi masoom ka kuch bigadne ka yeh azeeb ahsaas kyon hai?

8 Comments:
good one!
did u write it?
This comment has been removed by a blog administrator.
This comment has been removed by a blog administrator.
Hey Piyush...
read ur blog first time..ur poetry is really gr8... esapecially when i see u from technical background..
These days this combination is very less...:) Keep it up..
One more thing man, At such young age.. all sad poetry.. "Comeon man Life is full of colors.." U should look at other colors too...
This comment has been removed by a blog administrator.
I posted same msgs multiple times...:p.. so removed
har kyon ka jawab nahi hota...
har vyavahar ka hisaab nahi hota..
ye sab khel nazariye ka hai
warna duniya mein kuch bhi kharab nahi hota!!
Cheer up..good one waise:)
ab aapse kaun bahas karta hai.Aapne kaha hai to sahi hi hoga. Kaash mein aapke nazariye se duniya ko dekh pata
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
<< Home